Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name agha sistani 
Question (sr) salam alaikum janab mere sasur meri biwi ko lejane ke liye aye to maine unse sawal kia tumne ane se pahle mujhse kyo nahi pucha to wo kahte hai ham tujhse kyo puche tu hai kon ? Uske bawajood b maine bhej diya mai waha phon karta tha to wo bolte the jab tak meri biwi waha unke ghar hai mai waha phon na karu wo kahte hai tu usko gali deta hai isliye usse bat karne ki zaroot nahi uske bad hamari bat hui or rozana ham shohar biwi bat karte hai to ab wo kahte hai ke agar usse bat karni hai to mere se ijazat leni hogi aap plz mujhe jawab de kya wo sahi kar rahe hai apna baap hona ka sahi haq ada kar rahe hai kya wo aisa kar sakte hai ? Ha ye sahi hai jab mai unki bato ko jo unhone mere sath ki yaad karta hu to apni biwi ko gali deta hu lekin kya unhe ye sab bat kahne ka haq hai ? Plz jawab zaroor de 
Answer jis aurat ka nikah ho jaye us k liay haraam hai k shohar ki ijazat k baghair ghar say bahar niklay (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 33rd edition, maslah # 2376) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.