Answer |
jab kisi lafz ke aakir main 2 paish ya zeer hon or wahan qari waqf (rukna) karna chahe to 2 girjate hain or lafz ke akir ko sakoon ki halat main phara jata hai, jese Sura e Yaseen ke mubeenin ko mubeeen phare ge.(Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |