Answer |
Wssalam o alykum, jab mile us hi waqt kums nikaalna wajib hai. or kafi year tak kums na dene ki sorat main mujtahid ke wakeel ki taraf tak ruju kare.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 1722 , 1767 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa karne wala hai) |