Answer |
(Ehtiyaat ki bina par)wajib hai ke peshab ya pakana karte howe ap ka sena ya pusht (peet) qible ki tarf na ho, or na hi sharam gaah ko is ki taraf pheren, chahe toilet ki facing kuch bhi ho. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 55 , 56 , ALLAH Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |