Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Syed Sadiq sheerazi 
Question asslam o alaikum sir Sir ap se puchna tha k shadi k bad hambistry krte waqt kin cheezon ka ehtiyat krna parta ha mtlb kiya aml hum kr sakte hain aur kiya kiya ni 
Answer 1-Biwi say halat e haiz(period) or nifaas main hambistari kerna haraam hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #448,504). 2-Biwi k pechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari karna biwi k razi nah honay ki sorat main ethiyat e wajib ki bina par haram hay, aur agar biwi razi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(Ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-Masael e Muntakhaba, Mafhoom e Maslah # 67). . Update on dated 19-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.