Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Sistani sb 
Question during washing nijis cloth hands become nijis with nijis water,now wet hand touches tap.after still tap is wet someone touch tap with wet pak hand .is new hand become nijis ,if yes then would it make other pak thing also nijis before drying? 
Answer Ager najis kapro ko dhote howe najis pani hath par lag jaae to jab ye kapre paak ho jaae ge to ye haath bhi paak ho jaae ga. Een e nijasat ager kisi paak cheez ko najis kar de to ye 2 paak cheezo se ziyada ko najis nahi karti, masalan ager kapre peshaab se najis hon or phir sookh jaain phir gila haath in ko lage to haath najis ho jaae ga (ye 1st hai) phir ye najis hath sookh jae phir gila tap is hath ko lage to najis ho jae ga (ye 2nd hai) ab ager ye tap sookh jaae or phir kisi ka gila hath is ko lage ga to hath najis nahi hoga. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 119 (Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.