Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question aslamualakum , sir ma apna khala k bata sa shade krna chaahte hon ... ma na usa apni pasnd show ki usna yes kar deya ta lakin hamra famly clashes kuch asa hogy k hum 2 ma b galt fahme hogae ...uska ghr wala mra rishta us k bra bae k lia mang rha ta ...lakin ma usa pasnd krte hmm or mra ghr walu na b inkar kr deya ab ase situation ban gae ha 2 famlies ma bht galt fahmean or mara or mra cazn ma b ...ma na gusa sa usko kuch galt bhol deya tu ab wo b chup kr gya ... matlb ab mre favr ma ni ha ...ird grd k log hamara rishta ni hona dana chata ...sab sa bhar k mre khala ko bhrkata hain plz koe asa powerful wazeefa batain jis har tarf razamande ho or mra czn b narazge khatm kr k man jy nd mre favr ma ho jy ... is masla ma opr k log buhat kharab kr rha hain plz plz plz koe wazeefa btain k sab ki khushe sa hamre shade ho jy  
Answer Wssalam o alykum, Surah e ahzaab surah # 33 ko hath say likh kar aik dabbay(box) mai band kar k apnay ghar may hifazat say rakh dain aur is surah ko har rooz aik bar parh kar dua mangain. (Ref : Naway e salaheen pg # 352). Wazifa batanay k sath aap ko aik fiqhi maslay ki taraf mutawajah kia jata hai: Jina e mukhalif sai is had tak dosti karna k mohabbat ki had tak phounch jay, ye jaiz nahi hai. (Ref : Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.