Answer |
ye Arabi Grammer ki waja se farq hai, yani jab ap lafz e salaam main AL lagate hain jese AL-Quraan to is main mojood tanveen (jo AL ke na hone ki sorat main hoti hai Salamun) katam hojati hai or ye para jata hai Assalam o Alykum, or Al na hone ki sorat main para jata hai Salam un Alykum, or mana ke lehaaz se farq nahi hai.(Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai) |