Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name seestani 
Question janab e wala likha he mani nikalne ke bad peeshab mustahib he na karo aur ghusal karlo to uske bad jo ratubat shak men mubtila kare kw mani he ke nahin woh mani ka hukum rakhti he sawal yeh he ke kya is men mani nikalne ke bad foran peeshab ka hukkum he ya kabhi bhi ghusal se pehle peeshab karlo to yeh hukum khatam hojayega shukriyah 
Answer Ye hukum ghusl say pehle k leye hai,mani nikalnay k foran bad peshab zarori nahi blkay jab bhi ghusl e janabat kerna chahay pehle peshab kerna musthab hai takeh pashab ki nail main agar mani k qatre maujood hoon tu nilkal jain. (Tauzeh-ul-masail,ayatullah Sistani d.b.,33th edition,mslah#79). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.