Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayatollah sistani 
Question Asak...mera sawaal hai ki agar koi najis cheez jaise peshaab ya khoon kisi jagah pe sookh gaya ho aur us pe oily yani chikna haath lag jaaye to kya haath najis ho jayega?  
Answer Agr haath ki tari najis jaga tak na ponhche to najis nahi hoga. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 119 , ALLAH tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.