Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name no one 
Question Sir mein aik mental patient hoon.mujhe normal rehne ke liye sari zindagi medicine leyni hein. Mera koi zarya e muash be nahi he (bemari ki waja se) To is Surat me kia mein national saving se profit lay sakta hoon? Ta ke mein apni medicine khud lay sakun or chote motay karhay kar sakun.mein kisi Par boj na banun.thanks. 
Answer 1-Private ya government ya sami- government bank main sood lene ki shart per raqam jama kerwana jaiz nahi hay or ye sood hay. 2-Government bank se jo munafa(profit) baghair sood ki shart k mile wo is sorat main jaiz hay jab sood ki adhi raqam deendaar ghareeb or mustahaq afraad ko sadqa di jaay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #3,5.). Update on dated 03-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.