Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Agha sestani 
Question Aoa. Islam main Istakhara ki shri hasiat kia hai. Agr Istkhara kia jae or us k khilaf amal kia jae to us ka kia kafara hai thanks 
Answer Wssalam o alykum, Shariyat e Muqadasa main istakhara mutabar(sahi) hai, or mukhalifat ki surat men koi kuffara nahi agar-cheh mukhalifat munasib nahi hai.(Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3, Mafhoom e sawaal #112 , 113 , pg # 55). Update on dated 27-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.