Answer |
1)Agr mea biwi apas mai naraz hoon tou surae muzammil ko 3 baar sharbat sy parh kr pila dain tou aik dusray k dost aur mehrbaan ho jaeinge.(ref:book piyame shifa,pg#287)
2)Agr kisi par jadu keya gaya ho tou Sunday k din surae muzammil likh kr uska pani bna kr pi lay tou uska jadu khtm hojaeyga.(:payame shifa,pg#224)
3)Agr kisi kahandan mai kisi waja sy na-ittefaqi paida hogai ho tou apas mai ittefaq paida krnay k leye surae anfaal (surah#8) ki ayt#63 ko rozana har namaz k bad 11 bar parhain.(ref:book payame shifa,pg#366). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
|