Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name na 
Question Assalam walaikum Mere biwi ke walid apne beti ko apni jaidad ka ek hissa dena chahte hai par mai aur meri biwi ye lena nahi chahte Kya ye sahi hai 
Answer 1-Lena bhi jaiz hay or mana kerna bhi jaiz hay.(Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 2, Mafhoom e Maslah # 1314, Eidition 1417 hij). 2-Albatta agr ap ki biwi ka jaidad ka hissa lene se mana kerne se un k walid ko baiti se shafqat o muhabbat ki wajah se aziyat ho to apki biwi k liye wo lena wajib ho jayega q k walden ko aziyat dena haram hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 1387). Update on dated 16-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.