Answer |
Zina gunah e kabeera hai,pechlay zina k leye tauba karain aur aenda gunah kernay say tauba karain. (Ref:Minhajus Salaheen Ayatullah Sistani d.b. Part #1, masla#30)
Agar koe shaks kisi aisi bay shohar aurat k sath zina kare jo iddat main nah ho to ehtiyat e wajib ki bina wo shaks is(aurat) k tauba kerne se pehle is se shadi nahi ker sakta.(Ref:Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah #2364) |