Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayat.ullah siastani 
Question slam.un.alaikum NAMAZ,E,ZUHAR,O,ASAR BA JAMA,AT ME 1ST RAKAT SURAH.E.FATIHA OR 2ND RAKAT ME DOSARA SURAH PARH SAKTE HAN? AGAR NAI TO LA,ILMI ME PARHI GAI NAMAZEN DURUST HAN YA UNHEN DOBARA ANJAM DIA JAEY? 
Answer Muqtadi (jamat namaz parhne wala) ko namaz zuhr or asar ki pehli or dusri rakat men ehtiyat ki bina pr Al-hamd or Surah nahi parhna chahiye or mustahib hai k un ka bajaye koi zikr parhe. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail,33rd Edition,maslah #1447) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.