Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayatullah sistani 
Question salam janab, mera sawal ye hai ke raat ko ahtelam,ya khooni matam kerne ki wajah se jo kapray pe daagh reh jatay unkay pak kerne ke bawajud tou kiya un kapron se namaz parhna jaiz hy??? jb ke dagh moujood hon? detail mein btayiye... 
Answer Jab tak aayn nijasat kisi najis cheez se alag na ho wo pak nahi ho gi lakin agar boo(smell) ya nijasat ka rang is me baqi rah jaay to koe haraj nahi layheza agar khoon libaas per se heta dia jaay aur libaas dhooh lia jaay aur khoon ka rang libaas per baqi bhi reh jaay to libaas paak ho ga.(ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 164) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.