Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question assalam walikum mera nam kalim hy main pakistani national hoin.aur dubai main kam kartha huin.mera sawal yeh hy k mery mangni huwi hy sal pehly aur nikah ki ab 2 sal guzar gai.agar main apni biwi ko koi kam karny ya kahin jany sy mana karon kar saktha huin? ur usy meri bat manni chahiyi?wassalam 
Answer Jis orat ka daaimi nikah ho jaye us k liye Hram hai h k wo shohar ki ijazat k bger ghar se bahir nikle chahe uska nikalna shohar k haq k munafi n abhi ho, magr ye k koi aham zarurt pesh ajaye ya ghar men rehna us k liye nuqsan ka baais bane ya ghr us k munasib na ho, is tarah oat k ye bhi zaruri hai k jab bhi shohar jinsi lazzaten hasil krna chahe to uski khwahish puri kre or share uzar k bger shohar ko ham-bistry se na roke, lekin mard ko ye haq nahi hia k biwi ko gharelu khidmat pr majbur kre. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail,31rd Edition,maslah #2376-2378). Update on dated 12-02-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.