Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Fiqah e hanfia 
Question asslam o alikum kia agar aik larka aur larki Allah ko gawah mann kar aik dosray ko shohar aur biwi qabool kar lain tu kia unka nikah ho gaya ya nhe?? dono ny 3 bar zuban se qabool ha qabool hai qabool hai b bola ho aur kaha ho k Allah ko hazir nazir ja kar mai is larkay ko apna shohar qabool karti hun.... 
Answer Agr nikah ki baqi sari islami sharton ka lihaz kiya jaye to phir nikah hosakta hai, misal k tor per larki k walid ka nikah se razi hona, nikah k bol (alfaz) arabi ya agr arabi na jante hon to kisi or zaban men mgr ayse alfaz k jo arabi k alfaz k mana men hon, etc, lekin agr sharten puri na hon to nikah sahi nahi hoga.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2335-2341).Update on dated 08-01-2016.(Khuda apko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.