Answer |
Ager bivi haiz o nifaas ki halat main na ho to kar sakte hain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 448, 504). Jima (sex) ke bivi ke liye nuqsaan deh hone ya na hone ke bare main doctor se maloom karain). Update on dated 24-11-2015. (Allah Taala tofiqaat main izafa farmaae). |