Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name wehem aur takleef 
Question assalamalaikum.... mera sawal ye h k mujhe baar baar nmaaz parhne k doraan wazoo toothne ka wehm sa hota h k mera wazoo tooth ghya h..baar baar essa mehsoos hota h aur me har nmaaz k doraan 4,5 baar wazoo krti hu....beech beech me nmaaz chour k wazoo krti hu....yaha tak k akser mujh se inhi wjha se nmaaz ka tyme b nikhal jata h aur qaza ho jati h... to me kya essi hi haal me apni nmaaz puri parh sakti hi? agar koi essa mehsoos ho ya webmasters sa ya phir ye koi kissi trha ki takleef ho to kya me issi situation me baar baar bina wazoo kiye nmaaz parh sakti hu?......... pplzzzz Mujhe mere sawal ka jwab jldi dijiye plzzz me bht pareshaan hu....... 
Answer Wssalam o alykum, zarori hai ke namaaz se pehle kiye howe wazoo se puri namaaz pharye or shak ki perwa na kijye. Jab tk k yaqeen na ho k wazu batil hogaya hai.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 378 , ALLAH tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.