Answer |
Wssalam o alykum, is main duwa phari jasakti hai. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 354).
Aulaad ke liye rehan k 7 pattoo (leaves) par surah mominoon (surah no # 23) ki ayat # 14 ko likhain aur aik aik kar k 7 martaba kha lain is terha 7 din karain inshallah hamal qaim ho ga. (Ref : Aasar e Ahlbait a.s. pg # 188 , Allah Taala tofiqaat main izafa farmaae).
|