Answer |
G han parh sakta hai lekin ayaatoo (jin ki waja se sajda wajib hota hai) ke ilawa dusri 7 se ziyada ayat pharna makrooh hai. Isi tarah quran k alfaz ko hath bhi nahi laga sakta.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 354 , 355 , ALLAH tofiqaat main izafa farmaae). |