Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Biwi ki maa(saas) say zina kernay say aap ki biwi ka aap se nikah nahi totay ga.aap ka nikah baaqi rahay ga.(Ayat Ullah Seestani(d.b), Email rcvd from Ayat Ullah Seestani(d.b) ). (Albatta zina gunahe kabeera he or is ki toba karma zaroori he). Ye ap ka jo jwab hay kia ap es ka hawala Quran-W-Sunnah main day sakty ho?? 
Answer Taqleed mujtahid k fatwe k mutabiq amal karney ka nam he is terha mujtahid ki reaa k mutabiq jis kam ko anjam dena jaiz ho is ko anjam do aur jis ko tark hona chahea usi tark karo bageir is k keh is musley me mazeed koi justiju aur tahqeeq karo. Goya aap ne apnea mal ko haar ki terha mujtehid ki garden me dal dia he aur khuda k nazdeek is mujtahid ko apne nama e aamal ka zimadar tahreya he.mujtahid quran aur sunnat se hi fatwa nikalta he. (ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), jaded faqhi masayl pg # 49) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.