Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ehad 
Question mujy yai pochna tha k ehad ka kafara 60 faqeron ko khna khilana ya 2 mah rozy rakhna ya aik ghulam azad karna hy . tho faqer sy kya murad, aur aj kl k zamany mai ghulam kaisy azad karin zara waazahat karin 
Answer Faqeer wo shakhs hai jis ke paas apne or apne ghar walo ke liay saal bhar k Akrajaat nah hoon or na hi koe esa hunar ya sarmaya ho jis ke zarye ye in k or apne akhrajaat chala sakta ho. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 1889).Or is daur men ghulaam k na hone ki sorat men kuffare ki is shik (option) per amal nahi kiya jasakta baqi 2 options roza ya phir faqeeron ko khilana to mumkin hai. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah # 756, Eidition 1417 hij). Update on dated 23-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.