Answer |
Wssalam o alykum, ager is main koi haraam kaam karna phare (masalan mardo ke sar o garden ke ilawa badan per nazar karni phare , namehram dost banane phare jin se dosti buraae ka bais bane or Sharai Ehkaam ka khayal na rakha jaye) to jaiz nahi hai.(Ref : nigaah o lebaas , [baab # 1 , pg # 28] , [baab # 4 , pg # 100] , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae). |