Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question mughay apni czn ne usay drop krne k liye bulaya aur main us ko lenay chala gaya wahan pouncha to pta cha k us ne ni jana main kch dair wahan ruka aur wapis aa gaya usi din jb main ghr me tha tou mjy us ki bari behn ki call aai ke abhi isi waqt yahan aao us ki behn ne bohat kch galat smjh lia tha mere aisay anay ko or ik tarah se dhamkiyoun or galliyoun se nawaz rahi thi me ne bohat safai di ke aisa nahi hai ma ne kch nahi kia app ki behan ke sath tou unhun ne kaha ke main quran pe hath rakh kr kasm khaoun ma ne quran pe hath rakh ke kasm khai ke main ne us ke sath kch bhi nahi kia wo bilkul paak hai unhun ne kaha k us se shadi bhi kro ge mently disturbed tha is lye main ne is bat ka bhi halaf de dia mai apne parents ki mrzi ke baghair shadi nahi kr skta ma ne manane ki bhi koshis ki un ko lakin wo nahi mane mere abu heart patient hain un ko pressurise ni kr sakta kasm ka kafara kia ho ga. 
Answer Aisi qasam sahi nahi hai lehaza us qasam per amal karna wajib nahi hai aur kaffara bhi wajib nahi hoga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2634). Update on dated 23-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.