Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Assalam u walikum Mera sawal ye hai k ghusl e janabat kya hai or is ka tareeqa kya hai Mai ap ki jawab ki muntazir hu 
Answer Wssalam o alykum,Ghusl ka matlb hai ek khas andaz se jism ko roohani tor pr pak krna hai, or iska tareeka ye hai k ehtiyat e lazim ki bina pr niyat e ghusl kr ke pehle pura sar or garden or bad men adan dhona zaruri hai or behter ye hai k badan ko pehle daeen(right) taraf or bad men baeen(let) se dhoye. Or insane 2 chizon se mujnib hojata hai ek jimma (biwi k sath relationship krne se) or dusra Mani nikalne se, chahe mani neend ki halat men nikle ya jagte men kam ho ya ziyada, shehwat k sath nikle ya bger shehwat k or iska nikalna ikhtoyar men ho ya na ho.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 344 , 360 to 370 , ALLAH tofiqaat main izafa farmaae).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.