Answer |
Hazrat Imam jafar e Sadiq a.s. farmatay hain k surah e taha ko likh kar sabz rashmi libas may lepat kar apnay pas rakhay aur shadi k qasad say kisi k pass jay to osay na kaam nahi lotna paray ga aur wo shadi ho kar rahay gi. inshAllah (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 18)
Wazifa bayan karnay k sath aap ko is fiqhi maslay ki taraf bhi mutwajjah kiya jata hay k : jins e mukhalif se dosti kerna jaiz nahei koun ke ghuna me mubtila hone ka khof majood he. ( kitab nigah aur libas ques # 106 , pg # 69).
|