Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name mukhtar shah 
Question sir nemaz e shab kese pdte hain 
Answer Namaaz e shab ki 11 rakatain hain, in main se 8 rakat do do kar ke namaaz e nafila e shab ki niyat se, 2 namaaz e shifa ki niyat se, 1 namaaz witr ki niyat se pharna zarori hai, or is ka waqt raat ki ibtida se shuro hota hai or subha ki aazaan tak baqi rehta hai, or behtar ye hai ke subha ki aazaan ke qareeb phari jaae. Or is ka mukammal tareqa duwa ki kitaboon main likha howa hai. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1414 , maslah # 753 , , 761 , (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.