Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Aaslamu alikaum Moulana saheb mere sawal hai key. 4rakath fard jo padh thai hai. 1st or 2nd rakath mein sureh fatiha baad mein koye ek sura. mujhe yeh poochna hai key 3rd or 4th rakath mein kiya padhna chahen? 
Answer Namaz ki 3rd aur 4th rakat me faqat aik dafa surah e al hamd ya aik dafa tasbeehat e arbah perhi ja sakhti he. Yani namaz parhne wala aik dafa kahay “subhaanal laahi wal hamdo lillahi walaa ilaaha ill’lal laa ho wal laaho akbar” aur behter he ke is ko 3 dafa kahain. (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 992) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.