Answer |
Mard ka haalat e janabat main Quraan k wajib sajde wali ayaat ki tilawat karna haraam hai, or is hi terah orat ka halat e nifaas o haiz main Quraan k wajib sajde wali ayaat ki tilawat karna haram hai. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1414 , maslah # 503 , 448 , 354 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae). |