Answer |
wssalam o alykum, sura e araaf ayaat 120 se 118, sura e yoonus ayaat 81 to 82 , sura e taha ayat no 69, mazkoora aayaat ko pani per dam kar ke apni walida ke sar per pani cherkain to INSHALLAH ALLAH un ko shifa aata farmaae ga. ( Ref : tajalliyaat e Quraan , pg # 55 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae). |