Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name hasy sha 
Question mara sawal ya hay kay mary peshab wale jaga sy din may kafe dafa qatry nekalty hay boht ziada nahi 2 ya 3 drops patly pane ke thara ya kia wja hay plzz tel me  
Answer jab mard ki shehwat ubharti hai to uske aalaa e tanasul se ik ratoobat nikalti hai jis ko mazi kehte hai. Or basa uqaat mani ke baad ik ratoobat nikalti hai jis ko wazi kehte hain. Or basa uqaat ik ratoobat pishaab ke baad nikalti hai jis ko wadi kehte hain. Ager in ratoobatoo ke sath pishaab na mila howa ho to ye paak hai or nahi in se wuzu tootta hai or nahi gusal wajib hota hai. Or ager kisi ne pishaab ke baad istabra kiya ho or phir us koi ratoobat mehsoos ho or wo ye na jaanta ho ke mazkoora baala teen ratoobatoo main se koi ik hai ya pishaab to wo paak hai or mujib e wuzu o gusal nahi hai.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1414 , maslah # 70 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.