Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question during washing nijis cloth hands become nijis with nijis water,now wet hand touches tap.after still tap is wet someone touch tap with wet pak hand .is new hand become nijis ,if yes then would it make other pak thing also nijis before drying 
Answer Ager koi paak cheez een e nijasat(jin ki tadaad 10 hain)se najis ho jaae to ye najis hone wali cheez mazeed 2 cheezoo se ziyaada ko najis nahi kar sakti, masalan ager pishaab se sedha haath najis ho jaae or phir ye sookh jaae, to phir jab ulta haath tari ke sath sedhay haath ko laage ga to wo is ko najis kar de ga, phir ye bhi sookh jata hai, phir jab kapre tari ke sath is ulte haath per lagee ga to ye un ko najis kar de ga, or jab is sedhee haath se ye do cheezain najis ho chukain gi to phir is libaas se or koi cheez najis nahi ho sakti. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1414 , maslah # 119 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.