Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Assalam O Alekum, Meri Shaadi Ko 12 saal hogaye per aaj 7 saal se mein apni ammi ke ghar hi ho mujhe bachche nahi hute isliye mere shouhar ne kujhe ammi ghar chod gaye, mere shouhar 7 saal mein ek baar bhi na mujhe milne aye naa hi koi contanct kiye ,per aab main Central Govt office mein job karti ho to maine hi apne shuhar ko khulanama diya hain, tu kya mujh per eidat lazim hain aur kitne dino ki,  
Answer wssalam o alykum, ager orat ki umar 9 saal se ziyada ho, or yaissa na ho to ager is ka shohar is ke sath mujaamiat kar to is ke liye iddat rakhna zarori hai, pas ager is ke 2haiz ka dermiyaani faasila 3 maah se kam ho to is ki iddat ye hai ke talaaq ke baad jese hi ye 2th haiz main dakhil ho gi to is ki iddat katam ho gaae gi. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1414 , maslah # 2475 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.