Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question ager larka or larki dono baleg hon or wo apes main nikkah kr len khud or khutba nikkah b paren proper or jasa k apne "aurat khe : "zawwjtoka nafasi als sedaqil maaloom" yaani me ne is maher par jo moyyan ho chuka he apne aap ko tumhari biwi banaya aur is ke lamhe bhar bad mard khe : "qbiltuz tazwija" yaani me ne ezdwaj ko qabool kiya, to nikah sahih he aur isi tarh agar faqat "qbilto" khe tab bhi nikah sahih he" ye sb kren to nikkah ho jaye ga. 
Answer Agr larki k wali (bap ya dada) is nikah se razi hen to nikah sahi hoga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2335-2341).Update on dated 08-01-2016.(Khuda apko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.