Answer |
sura e araaf aaat no 118 to 120, surah yoonus aayat no 81 to 82, sura e taha aayat no 69, in aayaat ko pani per dam kar ke ese mareez ke sar per pani charkain jis per jaadoo kiya gaya ho INSHALLAH jadu ka asar bilkul jata rehe ga.(Ref : tajalliyaat e Quraan , pg # 55 , ALLAH TAALA tofiaat main izafa farmaae). |