Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name agha sastani 
Question salam agha mera sawl hy k kya ye haram hoga kisi na meram sy call pr baat krna ek dosre k body k bare me sawl krna jb k wo ek dosre sy shadi krna chahty hn? or dosra sawl hy k agr bap na ho or larki unmried boy sy mota krna chahti ho sirf es niyat sy k jb wo ed dosre ko sky pe cam pr dekhy to wo galat na ho to kya bahi ki ijazt leni pare gi jb k wo chota ho ya mama ki ijazat ka hona zariri hy or agr en dono sy h ijazat na li jaye tu kya mota ho sakta hy plz help me 
Answer Jee haan na-mehram se phone per is tarah ki guftugu kerna haram hai Q k is surat men gunah men mubtala hone ka khoaf mojud hai, chahe ap apas men shadi ka irada hi Q nah rakhte hon, (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Bk # Nigah or Libaas, Ed # 01,Mafhoom e Sawal # 84, Pg # 60) Agr larki ka wali (baap ya dada) in dono men se koi bhi zinda nah ho to is surat men larki ko nikah kerne k liay kisi se bhi ijazat lena zaruri nahi hai. (Ref:Ayatullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2341). Update on dated 06-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.