Answer |
Zoja se hambistari se pehle 11 sorah e fajr martaba parh kar zoja per dam karain ya likh kar zoja ko is ka taweez pehna dain. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 132).
Hamal ke zahir hone ke baad jab zoja ke sath hambistari karne ka irada karain to is Sura e Qadar ka amal us hi terhan karain jis terhan hamal se pehle kiya tha. (Ref : Payam E Shifa pg # 93 , Allah Taala tofiqaat main izafa farmaae) |