Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayyatullah ali sastani 
Question Assalam o alikum....mera ye question ye hai k jahn tk mein smjhti hn syeds cast janab e syeda s.a sy nasal chali hai Hazrt Ali a.s sy nae.... kya ye bt theak hai???? plz thori detail mein bta diye ga ...waiting for ur reply 
Answer Syed se murad wo shakhs hai k jis ka silsila nasab bap k zariye se hazrat hashim (a.s) (Rasool khuda k walid k dada) tak poochta ho, is bina per alawi, aqeeli, abbasi, fatimi ye sab syed hen. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 1, Mafhoom e Maslah # 1261, Eidition 1430 hij). Jo shakhs sirf apne maa ki taraf se syed ho wo sadat k khas ahteram ka mustahiq hai laikin khums ka mustahiq nahi hai.(Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Pg # 44, Eidition# 5) Update on dated 05-02-2016 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.