Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayyat ul llah sastani 
Question aoa.....kya taqleed farz hai namz ki trhan????????????????? 
Answer Jo khud mujtahid na ho aur na he ehteyat per amal karta ho us k lye wajib hai k kise mujtahid ki taqleed kare. Jis shaks ki taqleed ki jaay wo(1) mujtahid (2) mard (3)baliq(4) aqil(5) shia(6) halal zada(7)zinda ho aur adil ho ) Zaroori hai k us mujtahid ki taqleed ki jaye jo aalam ho yani apnay zamany k diger mujtahideen ki nisbat ahkam e Elahi ko samajhne ki behtr slahiyat rakhta ho. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1,2)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.