Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question nabi kis se kehte hai? 
Answer Nabi ka lafz naba se nikla hai jis k mana hai khabar yani wo shakhs jis k pass wahin ya kise or zariye se gheb ki khabar aati hai. jb k rasool wo hota hai jise in khabaro k batane k liye apne qume ki taraf bheja jata hai. har rasool, nabi bhi hota hai jab k ye zarori nahe k har nabi ,rasool bhi ho.(Ref : Mujtahid se pooche gaye sawalaat, part #4, sawaal # 226) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.