Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question mera sawal ye ha ke agar hawa kharij hone ko aye lekin kharij na ho or wapis chali jaye to wazu tot jata ha ke nhi 
Answer Riyah (gas) (yani mayday or aanto ki wo hawa jo maq’ad se kharij hoti hay) kharij hone se wuzu batil hojata hai (lekin agr kharij na balke sirf aysa mehsoos ho k kharij hone wali hai ya pet men hi gardish kr rahi ho to ho to wazu batil nahi hoga).(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 322) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.