Answer |
Bindiya lagana ager zinat shumaar kiya jaae to na-mehramoo ke samaane lagana jaiz nahi hai.
Ager saarhee shehwat ubhaarne ka sabab bane ya ortoo k badan ko zahir kar rahi ho to jaiz nahi hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 2, sawaal # 139 , 140 , 141 , pg # 63 , 64 , Allah Tala tofiqaat main izafa farmaae). |