Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name syed ali sistani 
Question Sir mera sawal ye hai ke ek larki Jo virgin hai or khudmukhtar bhi or bulugh bhi or us larki ki dada foat ho Chuka hai or walid mulk se bahir hai or yaha se jatey howey apni beti ko ye ikhtiyar dia ke Jo sahi lagey karo tho ki an hum muttah kar saktey hai..? 
Answer Kunwari(virgin) lerki os waqt tak nikah(daimi / mutah) nahi ker sakti jab tak k lerki ka Baap ya Dada lerki ko nikah ki ijazat nah day day or yehi hokum ehtiyaat e wajib ki bina(base) per os surat main bhi hay k jab larki khud mukhtar or balig bhi ho (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail,33rd Edition,maslah # 2341). Update on dated 05-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.