Answer |
wssalam o alykum, ager tayammum karne ki sharaait mojood hain (masalan maloom ho ke namaaz k aakri waqt tak pani nahi mile ga) to tayammum karna ho ga. Or namaaz main libaas ka paak hona ye ik alag shart hai, pas ager paak kapre hain to in ko pehanna hoga. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1414 , maslah # 638 to 673 , 786 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae). |