Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question ak admi ka nikah ak tlak yafta aurat say hota ha us aurat ke ak bati ha jo apnay bap k pass ha.ab us aurat ko tlak ho jati ha.wo admi us aurat ke bati say nikah karna chata ha.is ke kia soorat ho ge 
Answer Agr us aadmi ne us talaq yafta orat se shadi k bad hambistari ki thi to ab wo us orat ki beti se nikha nahi kar sakta q k ab us orat ki beti us admi ki mehram bangai hai albatta ager hambistari nahi ki to is orat ko talaq dene k bad uski beti se is surat men nikah kar sakta hai k us larki ka haqeeqi walid is nikah se razi ho.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2351-2352).Update on dated 05-01-2016.(Khuda apko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.