Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name waqas ajmal 
Question mera swal yeh he ke muj ko majbor kar ke quran pe hath rakhwa ke ksam li gai he our agar me ksam na deta to ? meri yeh log sari zindagi tbah kar dete ... our muje majbor kiya gaya ke yeh baat tum kisi se nahi kaho ge quran pe hath rakhwa ke ... me pochna chahta ho ke agar kisi ko majbor kar ke kisi se kasam li jaye to kaya wo ksam haqiqat hoti he ya yeh ksam nahi ho sakti ? plz help me with hades or surah in quran ... 
Answer Ye Qasam sahi nahi hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2634). Update on dated 30-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.