Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question s/w kya bina dhadi wale ke piche namaz ho sakta hai 
Answer Agar imam-e-jama`at jaan bhoojh kar dhari mundvaay to wo aadil nahi rahay ga jo imam-e-jama`at ki sharait me say hai. magar uski dhari nahi aati ho aur us kay paas imam-e-jama`at ki tamaam sharait hoon to us k peechay namaz parh saktay hain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail,33rd Edition,maslah #1434) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.